Isi liye currency market mein kabhi kbhar dollar or deegar mulkon ki currension mein talab or rasad ki kami beshi hoti rehti hai, jis se inki qeemton mein bi utar charhao aata rehta hai | Is page per aap ko siraf aaj ka dollar rate dastyab ho ga jis se aap faida utha sakte hein |
---|---|
Currency trading ya forex trading ke mutaliq hum tafseel se doosri post mein zikar krein ge ta-ke jo log is karobar se munsalik hein ya jo is karobar ko krne ke khawaish mund hein inko munasib rahnumai milti rahe | Guzishta kuch arse se Pakistan mien dollar ki qeemat mein musalasal azafa dekha gya jis ki wajha se mehngai mein hosh ruba izafa hua |
Pakistan mein foreign currency ke zakhair ka sub se bara zariya berron-e-mulk kaam krne wale logon ki turseelat-e-zur hein.
8Currency dealer or forex trading karne wale karobari afrad bi dollar ke rate mein kami beshi ki wajha bante hein | |
---|---|
Is ke ilawa deegar mulkon ki currency rate per bi asar parha | Foreign currency ki tejarat kerne wale hazrat ne bhi mustaqbil mein dollar ki keemat barhne ki umeed per darha darh dollar khareedne shru kr diye jis ki wajha se open market mein currency ki talab mein izafa hota gya |
Jo mehnat kush mehna mazdoori kr ke Pakistan apne ghar walon ko jo raqam bejhte hein is se hamare mulk ke zar-emubadla ke zakhaer mein izafa ho jata hai or mulki foreing currency ki zarooriat poori hoti rehti hein.
9Is karobar mein munafe ki sharah kafi zyada hoti hai is liye bohat se barhe bank or maliati idare bhi is karobar se munsalik hein | |
---|---|
.